Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAaj Ki Raat
HomeAaj Ki Raat
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ki raat nahin shikwe shikaayat ke liye aaj har lamhaa har ik pal hai muhabbat ke liye reshami sej hai mehki huyi tanhaayi hai aaj ki raat muraadon ki baraat aayi hai aaj ki raat har gunaah aaj muqadas hai farishton ki tarah kaanpte haathon ko mil jaane do rishton ki tarah aaj milne mein naa uljhan hai naa ruswaayi hai aaj ki raat muraadon ki baraat aayi hai aaj ki raat apni zulfen meri shaane pe bikhar jaane do iss hasin raat ko kuchh aur nikhar jaane do subah ne aaj naa aane ki kasam khaayi hai aaj ki raat muraadon ki baraat aayi hai aaj ki raat
ooo aa aa a aa aa aaaa aaaa aaaa aaj ki raat aaj ki raat saaz e dil e pur dard na chhed aaj ki raat qaul ulfat kaa jo hanste huye taron ne suna qaul ulfat kaa jo hanste huye taron ne suna band kaliyon ne sunnaa mast baharon ne suna band kaliyon ne sunnaa mast baharon ne suna sab se chhup kar jise do prem ke maron ne suna sab se chup kar jise do prem ke maron ne suna khwab ki baat samajh is ko haqeeqat na bana aaj ki raat saaz e dil e pur dard na chhed aaj ki raat ab hain armaanon pe chhaye huye baadal kale ab hain armaanon pe chhaye huye baadal kale phoot kar risne lage hain mere dil ke chhale phoot kar risne lage hain mere dil ke chhale aankh bhar aayi chhalakne ko hain ab ye pyale aankh bhar aayi chhalakne ko hain ab ye pyale muskurayenge mere haal pe duniya wale aaj ki raat saaz e dil e pur dard na chhed aaj ki raat bebason par ye sitam bebason par ye sitam khoob zamane ne kiyaa bebason par ye sitam khoob zamane ne kiyaa khel khela tha muhabbat ka adhura hi raha
aaj ki raat badi sokh badi natkhat hai aaj to tere bina neend nahin aayegi ab to tere hi yahaan aane ka ye mausam hai ab tabiyat na khayaalon se behel paayegi haaye paani ki ye rimjhim ye gunahgaar phuhaar aise nas nas mein teri chaah jaga jaati hai jaise pinjare mein kisi qaid pade panchhi ko apni aazaad udaanon ki yaad aati hai ab to aa ja ab to aa jaoo meri maang ke sindor suhaag saans teri hai saans teri hai tere naam pe mit jaayegi aaj to tere bina neend nahin aayegi humm hmm hmm hm hm hmm par thaihar wo jo wahaan par thaihar wo jo wahaan lete hain footpaathon par lash bhi jinki kafan tak na yaaha paati hain aur wo jhonpade chhat bhi na hai sar par jinke chhat chhappar hi jahaan zindagi so jaati hai pehle in sabke liye pehle in sabke liye ek imaarat gadh loon phir teri maang phir teri maang sitaaron se bhari jaayegi aaj to tere bina neend nahin aayegi
aaj ki raat badi shokh badi natkhat hai aaj to tere bina neend nahin aayegi ab to tere hi yahaan aane ka ye mausam hai ab tabiyat naa khayaalon se bahel paayegi dekh wo chhat pe utar aayi hai saawan ki ghata de rahi dwaar pe aawaaz khadi purwaayi bijli reh reh ke pahaadon pe chamak uthti hai sooni aankhon mein koi khaab le jyun angdaayi kaise samjhaaun kaise samjhaaun ke iss waqt ka matlab kya hai dil ki hai baat hooo dil ki hai baat naa honthon se kahi jaayegi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaj ki raat ye bhatakte huye jugnon ye diye aawaara bheegte pedon pe bujh bujh ke chamak uthte hain tere aanchal mein take salmen sitaare jaise mujhse milne ko bina baat damak uthte hain saara aalam saara aalam hai giraftaar tere husn mein jab mujhse ye kaise haaye mujhse ye kaise ye barsaat sahi jaayegi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaj ki raat raat raani ki ye bheeni si nasheeli khushboo aa rahi hai ke jo chhan chhan ke ghani daalon se aisa lagta hai kisi dheet
aaj ki raat koi aane ko hai re baba re baba re baba baba intezaar aur thoda intezaar aaj ki raat koi aane ko hai re baba use aane to de o dil e beqarar phir kar lena jee bhar ke pyaar shubu shubu shubu shubu shubuu shubu shubu shubu shubu shubuu na na na na na na na na na na na na na na na na na na tu to na ayaa aaya koi aur saajan mujhe aa kar bacha le tu tu hi tu bacha le lute hai mujhko meri jawani ka dushman koi kab tak sambhale tu tu tu bacha le bacha le aisa na ho lut jaye re tera pyaar aaj ki raat koi aane ko hai re baba re baba re baba re baba intezaar aur thoda intezaar aaj ki raat koi aane ko hai re baba use aane to de o dil e beqarar phir kar lena jee bhar ke pyaar shubu shubu shubu shubu shubuu shubu shubu shubu shubu shubuu aaja ab to aaja na aajaa aaj ki raat koi aane ko hai re baba re baba re baba baba intezaar aur thoda intezaar aaj ki raat koi aane ko hai re baba use aane to de o dil e beqarar phir kar lena jee bhar ke pyaar shubu shubu shubu shubu
ye raat jaise dulhan ban gayee charaagon se karoonga aur ujala main dil ke daagon se aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le kal teri bazm se deewana chala jaayega shamma reh jayegi parwana chala jaayega aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le teri mehfil tere jalwe hon mubaarak tujhko teri ulfat se nahin aaj bhi inkaar mujhe tera mai khaana salaamat rahe aye jaane wafa muskura kar tu zara dekh le ik baar mujhe phir tere pyaar ka mastana chala jaayega kal teri bazm se deewana chala jaayega shamma reh jayegi parwana chala jaayega aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le maine chaaha ke bata doon main haqeeqat apni toone lekin na mera raaz e muhabbat samjha meri uljhan mere haalaat yahaan tak pahunche teri aankhon ne mere pyaar ko nafrat samjha ab teri raah se begaana chala jaayega kal teri bazm se deewana chala jaayega shamma reh jayegi parwana chala jaayega aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le tu
aaj ki raat aaj ki raat na ja na ja na ja re aaj ki raat na ja na ja na ja re aaj ki raat bin tere chandani hai nadi aag ki taare dhundhale hain pheeka hai ye chaand bhi bin tere chandani hai nadi aag ki taare dhundhale hain pheeka hai ye chaand bhi hai ghuti ye fiza na jaa re aaj ki raat na ja na ja na ja re aaj ki raat ye gagan mere kadmon pe jhuk jaayega raat tham jaayegi tu jo ruk jaayega ye gagan mere kadmon pe jhuk jaayega raat tham jaayegi tu jo ruk jaayega na sata ho na rulaa na jaa re aaj ki raat na ja na ja na ja re aaj ki raat
maan bhi jaa tu mera dil naa jala pardesi maan bhi jaa tu mera dil naa jala pardesi aaj ki raat naa jaa pardesi aaj ki raat naa jaa pardesi maan bhi jaa tu mera dil naa jala pardesi maan bhi jaa tu mera dil naa jala pardesi aaj ki raat naa jaa pardesi aaj ki raat naa jaa pardesi itni jaldi tujhe jaane ki zururat kya hai tujhko shaayad nahin maaloom muhabbat kya hai door mujhse mera dil tod ke jaane waale teri nazron mein mere pyaar ki keemat kya hai kuchh to batlaa ke tere dil mein hai kya pardesi kuchh to batlaa ke tere dil mein hai kya pardesi aaj ki raat naa jaa pardesi aaj ki raat naa jaa pardesi kya kisi aur ko bhi waqt diya hai tune kya kisi aur se bhi waada kiya hai tune raah mein kya koi dhanwaan mila tha tujhko kya muhabbat kaa badal dhoondh liya hai tune iss tarah mujhse tu aankhen naa chura pardesi iss tarah mujhse tu aankhen naa chura pardesi aaj ki raat naa jaa pardesi aaj ki raat naa jaa pardesi chand lamhon ki mulaaqat mulaaqat hai kya tujhko maaloom
aaj ki raat naya chaand le ke aayi hai aaj ki raat naya chaand le ke aayi hai chandani chhayi hai jaane kya laayi hai aankh sharmaayi hai aaj ki raat naya chaand le ke aayi hai koi jab dekhe idhar haye meri aankh jhuke koi jab dekhe idhar haye meri aankh jhuke chaahun kuchh kehna agar haye mera saans ruke rukta hai jo saans ruke jhukti hai jo aankh jhuke aaj ki raat naya chaand le ke aayi hai chandani chhayi hai jaane kya layi hai aankh sharmaayi hai aaj ki raat naya chaand le ke aayi hai der se pyaar hua chalo ji ho to gaya der se pyaar hua chalo ji ho to gaya dil ko khona tha jahaan chalo wahaan kho to gaya khone bhi do kho jo gaya hone bhi do ho jo gaya aaj ki raat naya chaand le ke aayi hai chandani chhayi hai jaane kya layi hai aankh sharmaayi hai aaj ki raat naya chaand le ke aayi hai pyaar ka unpe asar kya khabar hai ke nahin pyaar ka unpe asar kya khabar hai ke nahin jo lagi aag idhar wo udhar hai ke nahin unko khabar hai ke nahi unpe asar hai ke nahin aaj
ooooooo ooooooo oooooo aaj ki raat piyaaaaa aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon aankhon mein le ke sapne suhaane apna banaane aayi hoon chhod ke saath piya munh naa modo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se ghaayal kiya hai dil tumne mera mitthi nazar ki chot se thaam ke haath piya yun naa chhodo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa
aaj ki raat ye kaisi raat ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati aaj ki raat ye kaisi raat ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati aaj ki raat machal utha ye dil naadaan bada ziddi badi mushkil machal utha ye dil naadaan bada ziddi badi mushkil khuda ko bhi manaa loon main magar maane na rutha dil tumhin dekho karo koi baat ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati aaj ki raat andhera hai to rehne do muzasim chandani ho tum andhera hai to rehne do muzasim chandani ho tum lajjaye roshni tumse ke aisi roshni ho tum naa seene se hataao haath ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke humko neend nahin aati aaj ki raat milen hon dil chhida ho jab koi rangeen afsaana milen hon dil chhida ho jab koi rangeen afsaana sulaane maut bhi aaye to main keh doonga phir aana abhi to tum ho mere saath ke humko neend nahin aati meri jaan aao baitho paas ke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat Dharmputra (1961) 03:07 13076
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:07   Song Number : 13076   

Aaj Ki Raat Jugnu (1947) 04:56 35941
 
Poster of Jugnu (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Asagar Sarahadi
Music Director- 
Firoz Nizami
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Dilip Kumar
Duration : 04:56   Song Number : 35941   

Aaj Ki Raat (Duet) Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:16 13824
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Rajeev, Tanuja
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:16   Song Number : 13824   

Aaj Ki Raat (Male) Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 04:36 13823
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:36   Song Number : 13823   

Aaj Ki Raat Koi Anamika (1973) 06:25 12664
 
Poster of Anamika (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Helen, Others
Duration : 06:25   Song Number : 12664   

Aaj Ki Raat Mere Dil Ki Salami Le Le Ram Aur Shyam (1967) 05:34 31007
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:34   Song Number : 31007   

Aaj Ki Raat Na Ja Lata Mangeshkar 02:56 40994
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Lyricist
Abhilash
Music Director- 
K Mahavir
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:56   Song Number : 40994   

Aaj Ki Raat Naa Jaa Altaf Raja 08:09 18752
 
Poster of Altaf Raja
 
Category
Indipop
Lyricist
Abbas Dana, Nasir Kazmi
Music Director- 
Mohammad Shafi
Singer- 
Altaaf Raza
Duration : 08:09   Song Number : 18752   

Aaj Ki Raat Naya Chaand Le Ke Shaadi (1962) 03:34 19186
 
Poster of Shaadi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:34   Song Number : 19186   

Aaj Ki Raat Piya Baazi (1951) 03:03 20020
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:03   Song Number : 20020   

Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat Aman (1967) 04:46 15544
 
Poster of Aman (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:46   Song Number : 15544